›Lyrics Chun Chun Ghunghawa Baaje Chun

Hindi Lyrics:
chun chun ghungharwa baaje chun
kahe hain kya iski dhun nazar mila ke baat sun
yeh raat phir na aayegi - 2
jawani beet jaayegi - 2
yeh raat phir na aayegi
jawani beet jaayegi - 2

yeh mast raat ke diye nashe mein jhoomti hui - 2
nazar ko chedti hui dilon ko chumti hui - 2
yu hi guzar gayi agar khatak rahegi umra bhar
hazaar chahoge magar chahoge magar
yeh raat phir na aayegi - 2
jawani beet jaayegi - 2
yeh raat phir na aayegi
jawani beet jaayegi - 2

jawani gaa rahi hai dil ki dhadkanon ke saaz par - 2
janab kahi bhi le chalo hamara haath thaamkar - 2
kaha ki fikra kaisa gam hamara jo hain uske ham
tumhari jaan ki kasam 
yeh raat phir na aayegi - 2
jawani beet jaayegi - 2
yeh raat phir na aayegi
jawani beet jaayegi - 2
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks