›Lyrics Champai dhoop ke saaye
Hindi Lyrics:Champai dhoop ke saaye Aa…aa…aa… Champai dhoop ke saaye Baahon mein simat aaye hain Deheni lage hain shariyano mein Bada rangeen lagta hai Phir bhi ghamgheen lagta hain Chhaaon chhod ke dhoop mein chalna -2 Dhoop sada reheti bhi nahin Yunhi kabhi toh hota hoga gunaah haseen lagta hai Phir bhi ghamgheen lagta hain