›Lyrics Chakori Ka Chanda Se Pyar

Hindi Lyrics:
chakori ka chanda se pyaar 
chakori ka chanda se pyaar 
chakori ka chanda se pyaar 
chakori ka chanda se pyaar 

pyaari pyaari aankhon pe aankhen nisaar 
aankhen nisaar, aankhen nisaar 
chakori ka chanda se pyaar 
chakori ka chanda se pyaar 

ho~o~o 
ye raatein suhaani ye pyaara samaa 
ye raatein suhaani ye pyaara samaa, haa~aan 
mohabbat deewaani umangen jawaan, aa~aa~a 
mohabbat deewaani umangen jawaan, aa~aa~a 
chheen liya aankhon ne dil ka qaraar 
dil ka qaraar, dil ka qaraar 
chakori ka chanda se pyaar 
chakori ka chanda se pyaar 

lagan se teri hoke main chuur chuur 
aa~aa~aa, aa~aa~a 
jaloon apani hi aag mein duur duur 
duur duur, ho~o~o 
chhote se mere dil mein aramaan hazaar 
aramaan hazaar, aramaan hazaar 
chakori ka chanda se pyaar 
chakori ka chanda se pyaar 

ho~o~o 
vafa tum karoge na maanenge ham, ho~o 
hamaare ho tum kaho khaake kasam, aa~aa~~a 
haseenon ke vaadon ka kya aitabaar 
kya aitabaar, kya aitabaar 
chakori ka chanda se pyaar 
chakori ka chanda se pyaar 

chakori ka chanda se pyaar 
chakori ka chanda se pyaar
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks