›Lyrics Chakhri (Modern)

Hindi Lyrics:
Rona Dhona Kya Karana, Le Le Rab Ka Naam Re - (2)
Daawat De Khushi Ko, Kar Ghum Ko Raam Raam Re - (2)
Rona Dhona Kya Karana, Le Le Rab Ka Naam Re - (2)
Oa Oa Oa O.. - (2)

[Chakhri (Modern) Song Lyrics  ]

Chikani Jameen Duniya Sahi, Tu Na Fisalane Se Darr
Chhote Bade Paththar Bhi Hai, Sar Pe Na Padne Se Darr
Paate Bhi Honge, Woh Gul Bhi Honge, Honge Andhere Ujaale
Yu Hi Chalata Chala Chal Tu Hasake Nikal Chal
Duniya Mein Kar Naam Re... Hey... Hey...
Thak Jaaye Toh Thoda Tu Kar Bhi Le Aaraam Re - (2)
Daawat De Khushi Ko, Kar Ghum Ko Raam Raam Re - (2)
Rona Dhona Kya Karana, Le Le Rab Ka Naam Re

[Chakhri (Modern) Song Lyrics  ]

Kaagaj Se Tu Aansu Samhal Na Ho Jo Koyi Rumaal
Baaja Na Ho Toh Saanson Pe Kar Tu Uchhal Ke Dhamaal
Duniya Mein Jis Dum Chamaka Kabhi Tu, Na Tu Akela Hai Yaar
Koyi Saathi Banaa Le Gale Se Lagaale
Khushiyon Ke Ho Jaam Re... Hey... Hey...
Hona Hai Toh Ho Ja Tu Ishq Mein Badnaam Re
Daawat De Khushi Ko, Kar Ghum Ko Raam Raam Re - (2)
Rona Dhona Kya Karana, Le Le Rab Ka Naam Re - (2)

[Chakhri (Modern) Song Lyrics  ]
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks