›Lyrics Chaar Din Ki Chaandani
Hindi Lyrics:( chaar din ki chaandani thi phir andheri raat hai ham idhar hain wo udhar hain beqasi ka saath hai ) -2 kya khabar thi unka daaman haath se chhut jaayega gam ke haathon zindagi ka kaaravaan lut jaayega dil laga kar gam uthaayen kya anokhi baat hai chaar din ki chaandani thi phir andheri raat hai ham idhar hain wo udhar hain beqasi ka saath hai