›Lyrics Bulabulo Mat Ro Yahaan

Hindi Lyrics:
bulabulo mat ro yahaan aansu bahaana hai mana
in qafas ke qaidiyon ko gul machaana hai mana

chhod kar tuufaan mein ye mallaah kah kar chal diya
duub ja majhadhaar mein saahil pe aana hai mana

main huun vo fariyaad jis ka sunane vaala chal basa
main huun vo aansu jise daaman pe aana hai mana
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks