›Lyrics Bhoolna Nahin 3
Hindi Lyrics:Bhoolna nahin bhoolna nahin banake deewana bhoolna nahin dhaaga wafaaon ka na toote kahin teri mohabbat pe hai mujhko yakeen bhoolna nahin bhoolna nahin banake deewana bhoolna nahin (kahe raha dil khudko main mita doon iss tarha toda hai dil tune bataa kyun) - 2 bhoolna nahin bhoolna nahin banake deewana bhoolna nahin (zindagi ko yuhn khwaab dekha ke tune mera haath choda toofan milaa ke) - 2 bhoolna nahin bhoolna nahin banake deewana bhoolna nahin dhaaga wafaaon ka na toote kahin teri mohabbat pe hai mujhko yakeen bhoolna nahin bhoolna nahin banake deewana bhoolna nahin