›Lyrics Bhool Na Jaana Aaj Ki Baate

Hindi Lyrics:
I: bhool na jaana aaj ki baatein 
ye upvan ye samay suhaana 
bhool na jaana 
A: donon ka aakaar mil jaana 
bhool na jaana 
A/I: donon ka aakaar mil jaana 
bhool na jaana 
A: chupna rukna aur sharmaanaa 
I: chupna rukna aur sharmaanaa 
A: bhool na jaana bhool na jaana 

I: khushi se hain man phula phula 
A: kaisa pyara pyara jhoola 
I: jhoolan apna 
A: aur jhoolna 
A/I: bhool na jaana aaj ki baatein 
bhool na jaana 

A: dil se dil ka taar milakar 
I: prem ka sundar saaz bajaakar 
I: jhoom jhoom 
A: jhoom jhoom donon ka gaana 
I/A: a a a ha ha ha ha 
bhool na jaana aaj ki baaten 
bhool na jaana
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks