›Lyrics Bandaa Re Main To Tere
Hindi Lyrics:O Ho.. Mauko Kahaan Dhoondhe Re Bande, Main To Tere Paas Mein Naa Teerath Mein Naa Moorat Mein, Naa Ekaant Niwaas Mein O..Naa Mandir Mein Naa Masjid Mein, Naa Kabhi Kailaash Mein Main To Tere Paas Mein Bande....Main To Tere Paas Mein Bandaa Re..... [ Bandaa Re Main To Tere Song Lyrics ] Ho... Khoji Hoye Turant Mil Jaaoon, Ek Pal Ki Talaash Mein Kaid Kabhi Us Moh Mai Saadho, Main To Hoon Vishwas Mein O Bandaa Re.....Main To Tere Paas Mein.. O Bandaa Re.....Main To Tere Paas Mein.. O..Naa Main Jap Mein, Naa Main Tap Mein, Naa Barat Upaas Mein Naa Main Kirya Karam Mein Rehta, Naa Hi Jog Sanyaas Mein Naa Hi Jog Sanyaas Mein, Nahi Praan Mein Nahi Pind Mein Naa Brahmaand Aakash Mein, Naa Main Prakriti Pravar Gufaa Mein ( Naa Hi Swaas Ki Saans Mein ) -2 Ho... Khoji Hoye Turant Mil Jaaoon, Ek Pal Ki Talaash Mein Kaid Kabhi Us Moh Mai Saadho, Main To Hoon Vishwas Mein ( O Bandaa Re.....Main To Tere Paas Mein.. )- 6 Bavam Bhavaani Yuge Yuge, Bavam Bhavaani Yuge Yuge ( O Bandaa Re.....Main To Tere Paas Mein.. )- 2 ( Bavam Bhavaani Yuge Yuge, Bavam Bhavaani Yuge Yuge )- 2 [ Bandaa Re Main To Tere Song Lyrics ]