›Lyrics Band Ho Mutthi Toh Laakh Ki

Hindi Lyrics:
baat ko dil mein dabaye rakhna 
nahi keh dena chup hi rehna
(band ho muthhi toh laakh ki 
khul gayi toh phir khaak ki) - 2
raaz khul jaaye na khayal rakhna
nahi keh dena chup hi rehna
(band ho muthhi toh laakh ki 
khul gayi toh phir khaak ki) - 2

khushbu aur pyar chhupaye nahi chhupate
pyar karne wale jahaan se nahi darte
sehte nahi zulm sitam bhi nahi sehte
hum hai dilwale zubaan se nahi kehte
aas ka deepak jalaye rakhana
jalaye rakhana
aas ka deepak jalaye rakhana
gam seh lena muskura lena
(band ho muthhi toh laakh ki 
khul gayi toh phir khaak ki) - 2

khul kar mujhse anjaam jaane kya ho
ho jeet ho pyar ki yaari na badnaam ho
payal jhanke toh jeena haraam ho
chudi khanke har chaal kamyaab ho
ghulmil se khudko bachaye rakhana
bachaye rakhana
ghulmil se khudko bachaye rakhana
nahi keh dena chup hi rehana
(band ho muthhi toh laakh ki 
khul gayi toh phir khaak ki) - 2
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks