›Lyrics Bahaaron Se Puuchho Nazaaron Se Puuchho
Hindi Lyrics:bahaaron se puuchho nazaaron se puuchho dil kyon divaana mera ho gaya laakh sambhaala magar kho gaya bahaaron se puuchho nazaaron se puuchho dil kyon divaana mera ho gaya laakh sambhaala magar kho gaya tu bhi divaana sanam main bhi divaani ulfat ki hai ajab kahaani tu bhi divaana sanam main bhi divaani ulfat ki hai ajab kahaani mera dil tera kaise ho gaya lakh sambhaala magar kho gaya badane lagi hai ab beqaraari mitane lagi hai nind hamaari dil ko na jaane ye kya ho gaya la/lakh sambhaala magar kho gaya