›Lyrics Bada Ajib Mohabbat Ka Ye Fasana Hai
Hindi Lyrics:bada ajib mohabbat ka ye fasana hai -2 dil hai tera tu kisi aur ka deewana hai bada ajib mohabbat ka ye fasana hai jo jisko chahata hai woh usse nahi milta - 3 kaisa dastoor hai duniya ka kya zamana hai - 2 dil hai tera tu kisi aur ka deewana hai bada ajib mohabbat ka ye fasana hai tu kis tarah se bachega nazar ke tironse - 3 har ek simt se tera hi dil nishana hai - 2 dil hai tera tu kisi aur ka deewana hai bada ajib mohabbat ka ye fasana hai panaah lega iss chaman mein kis shajar par tu -3 har ek shaakh pe mera hi aashiyana hai -2 dil hai tera tu kisi aur ka deewana hai bada ajib mohabbat ka ye fasana hai