›Lyrics Baahon Mein Aao Zara
Hindi Lyrics:baahon mein aao zara kahani hain baatein kai seekhi hain tumne kahaan aaisi adaaye nai ho nain milaate hi chain ganvaate hi deewaangi aa gai baahon mein aao ... dhadkan ki taal pe saanson ke saaj par chaahat ki raagani paas aakar suno kaliyaan hain khwaab ki meri aankhon mein khili inhen apni in haseen palkon se chuno khwaabon ke hain ye naye naye silsiley abhi kal hi to ham tum se mile rehane do kuch faasale baahon mein aao ...