›Lyrics Baabul De Do Duaa

Hindi Lyrics:
baabul de do duva aaj to pyaar se - 2 
ja rahi door main tere sansaar se tere sansaar se 
baabul kar do vida aaj to pyaar se - 2 
ja rahi door main tere sansaar se tere sansaar se 
baabul de do duva aaj to pyaar se 

pyaar se bol do ab to jid chhod do - 2 
taar toote kabhi aaj to jod do - 2 
jaanu aashish dhan le tere dwaar se tere dwaar se 
baabul kar do vida aaj to pyaar se - 2 

mere man mein na koi hai shikawa gila - 2 
bhaayi bhagvaan jaisa mujhe hai mila - 2 
mera jeevan saja isake upkaar se upkaar se 
baabul de do duva aaj to pyaar se - 2 
behana aansu ke moti na bikharaao tum - 2 
ja ke saajan ke ghar saare sukh paayo tum 
shubh suhaagan raho gaayo muskaayo tum 
jaise leharaaye ganga leharaayo tum 
shaan kul ki badhe tere vyavhaar se tere vyavhaar se 
baabul kar do vida aaj to pyaar se - 2 
ja rahi door main tere sansaar se tere sansaar se 
baabul kar do vida aaj to pyaar se - 2 baabul kar do vida
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks