›Lyrics Ay Dil Itna Bata De

Hindi Lyrics:
Ae Dil, Itna Bataa De, Kya Yehi Pyaar Hai 
Pyaar Hai, Pyaar Hai 
Deewane, Mujhe Sirf Itna Bataa De 
Deewane, Mujhe Sirf Itna Bataa De 
Karoon Kya, Kahin Chaain Aata Nahi 
Karoon Kya, Kahin Chaain Aata Nahi 
Ae Dil, Itna Bataa De, Kya Yehi Pyaar Hai 
Pyaar Hai, Pyaar Hai... 

Ye Dard Kya Hai 
Ye Khaab Kya Hai 
Anjaani Ye Pyaas Kya Hai 
Jo Dhadkanon Laun Mein Dabaa Hai 
Aawara Aihsaas Kya Hai 
Jaagi Jaagi Rahoon 
Soyee Soyee Rahoon 
Jaane Kis Baat Mein 
Khoyee Khoyee Rahoon 
Ae Dil, Itna Bataa De 
Kya Yehi Pyaar Hai 
Pyaar Hai, Pyaar Hai... 

Kya Soch Ke Yoon 
Aankhein Jhuki Hain 
Na Jaane Kaisi Hayaa Hain
Madhoshiyaan Mein 
Behke Kadam Hain 
Na Jaane Kaisa Nasha Hai 
Dekhnein Jaoon To
Aaina Choom Loon 
Matiyoon Mein Kabhi 
Bevajha Jhoom Loon 
Ae Dil, Itna Bataa De 
Kya Yehi Pyaar Hai 
Pyaar Hai, Pyaar Hai 

Deewane, Mujhe Sirf Itna Bataa De 
Karoon Kya, Kahin Chaain Aata Nahi 
Karoon Kya, Kahin Chaain Aata Nahi 
Hoo, Ae Dil, Itna Bataa De 
Kya Yehi Pyaar Hai 
Pyaar Hai, Pyaar Hai...
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks