›Lyrics Aur Kya Zindagaani Hai

Hindi Lyrics:
Hey Hey Hey Hey Hey Hey, Aah Aah Ha

Kal Talak Jo Sach Tha Woh Ban Gaya Afsaana
Tinka Tinka Bikhraa Loota Woh Aashiyaana
Pal Mein Ban Gaye Saare Apne Begaane
Yaad Bahut Aate Hai Guzre Zamaane
Bas Tabaa Hi Hai, Gham Ke Saaye Hai
Sooni Aankhon Mein Sirf Paani Hai
Aur Kya Zindagaani Hai
Oh, Aur Kya Zindagaani
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks