›Lyrics Ashiqa Ashiqa Tere Bina
Hindi Lyrics:teri to yaad jaati nahin nind mujhe aati nahin kya mein karoon jaau kahaan dhunde tujhe dil ka jahaan mein tera hoon deewaana, jaaneja na tadapa (ashiqa ashiqa tere bina na jiya jaayega ab to tu aa) - 2 teri meethi batein mujhe jab yaad aati hain phir teri yaadein dil jalaati hain tu jo nahin to meri zindagi hai kya lagata hai sara jahaan suna (ashiqa ashiqa tere bina na jiya jaayega ab to tu aa) - 2 tere bin jiya na jaaye na ashiqa - 8 pyar ke din hain mere dil ko tadapaana rahunga main kaise tere bin jaana mast sama hai bheega bheega mausum hai aise mein tera juda hona (ashiqa ashiqa tere bina na jiya jaayega ab to tu aa) - 2 tere bin jiya na jaaye na ashiqa - 8 teri to yaad jaati nahin nind mujhe aati nahin kya mein karoon jaau kahaan dhunde tujhe dil ka jahaan mein tera hoon deewaana, jaaneja na tadapa (ashiqa ashiqa tere bina na jiya jaayega ab to tu aa) - 2 tere bin jiya na jaaye na ashiqa - 8 ashiqaaaaaaaaaaaaaaaaaaa (tere bin jiya na jaaye na ashiqa)