›Lyrics Apni si lagti hai mujhko
Hindi Lyrics:La la la la la, la la la la, la la la la la Apni si lagti hai mujhko kyoon ajnabi voh Hone lagi hai is dil ki deewaangi voh Yeh kya ho raha hai, mera dil kho raha hai - 2 Apni si lagti hai mujhko kyoon ajnabi voh Haan, hone lagi hai is dil ki deewaangi voh Yeh kya ho raha hai, mera dil kho raha hai - 2 Pehli nazar mein kuch yun jaadu sa chal gaya Is zindagi mein jaise sab kuch badal gaya Sab kuch badal gaya Yeh kya ho raha hai, mera dil kho raha hai - 2 Pyaar mein kab kya ho jaaye, koi na jaane Haan, dhoond rahe hain hum usko hoke deewaane Yeh kya ho raha hai, mera dil kho raha hai - 2 Kuch khwaab chaahaton ke aankhon mein saj rahe Kyoon aaj dhadkanon mein ghunghroo se baj rahe Ghunghroo se baj rahe Yeh kya ho raha hai, mera dil kho raha hai - 2 Apni si lagti hai mujhko kyoon ajnabi voh Haan, hone lagi hai is dil ki deewaangi voh Yeh kya ho raha hai, mera dil kho raha hai - 2