›Lyrics Ambua Ke Ped Par
Hindi Lyrics:su: ambua ke ped suhaane ka kahen, ka kahen mose kaun jaane cho: ambua ke ped suhaane ka kahen, ka kahen mose kaun jaane su: ambua ke ped jhoomein mast hawaaon mein aa: tohe pukaaren, ' ree, aajaa, hoaaa, aaja thandi thandi chhaanon mein kar le muhabbat kisi bahaane' su: ka kahen, ka kahen mose kaun jaane cho: ambua ke ped ... su: gaya bachapana aai jawaani lekar aai sau aramaan pre: nikal ke rahenge sab aramaan dhiraj dhar lo meri jaan aa: naina tihaare ri gori hoaaa goree, lage muskaane dil ka papeeha bhi laga gaane su: ka kahen, ka kahen mose kaun jaane cho: ambua ke ped ...