›Lyrics Aisa Bhi Ek Zamana Aata Hai
Hindi Lyrics:(aisa bhi ek zamana aataa hai ashiqui mein) - 2 (jab maut ki tamanna) - 2 hoti hai zindagi mein chhodunga main na daaman ai yaar zindagi mein (jeena bhi ashiqui mein) - 2 marna bhi ashiqui mein aisa bhi ek zamana aataa hai ashiqui mein aisa bhi ek zamana aankhon ke jharokon se dekha karenge tumko - 2 markar bhi hum to hamdam chaha karenge tumko (aansu qubul mujhko) - 2 tere pyar ke khushi me chhodunga main na daaman ai yaar zindagi mein chhodunga main na daaman chahat ke phool dilbar janm-o-janam khilenge - 2 bichhade kabhi jo marke jannat me phir milenge (hai noor aasaman ka ) - 2 chahat ki chandani mein aisa bhi ek zamana aataa hai ashiqui mein - 2 (jab maut ki tamanna) - 2 hoti hai zindagi mein chhodunga main na daaman ai yaar zindagi mein