›Lyrics Ai Dil Dukhada Kise Sunaayein

Hindi Lyrics:
Ai Dil Dukhada Kise Sunaayein
Dukhada Kise Sunaayein
Ai Dil Dukhada Kise Sunaayein

Jis Daali Par Baithe Tuuti
Saajan Ruutha Duniya Ruuthi
Ab Ham Roye Ya Muskaayein
Dukhada Kise Sunaayein  

Thandi Aahein Aag Laga De
Aansu Aag Pe Tel Gira De
Ham Jal Jaayein Ham Mar Jaayein
Dukhada Kise Sunaayein  

Kya Ek Baar Taras Khaaoge
Kya Ek Baar Chale Aaoge
Aao Dil Ke Zakhm Dikhaayein
Dukhada Kise Sunaayein

[ Ai Dil Dukhada Kise Sunaayein Song Lyrics @ Http://Www.Hindilyrix.Com ]
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks