›Lyrics Achako Machako Ka Karuun Raam
Hindi Lyrics:achako machako ka karuun raam ho gora mukhada hai haan achako machako ka karuun raam mera jivan hai phulava ki daali achako machako ka karuun raam jab jab dekhuun main aayina sharm mujhe kyon aaye anjaani si pyaas uthe koyi naagin si das jaaye koyi kaanta chubha kya are na re na kahin dard huwa kya are na na na chhod mujhe gori na kar jora jori baat kisi ki bhi main maanuun na pahale gul thi ab gulanaar huyi aisi haalat to pahali baar huyi ye javaani badi dushvaar huyi dhire dhire bachapan bita lambi ho gayi choti jab se aayi mast javaani ho gayi kurti chhoti koyi sapanon mein aaya are na re na saari raat jagaaya are na re na bol sakhi aise gazab huwa kaise ye kaisa zahar hai main jaanuun na meri choli ke tuute sab dhaage dhak dhak jiyara pe current laage achako machako ka karuun raam raam jaane kya hoga aage achako machako ka karuun