›Lyrics Ab Mujhe Raat din

Hindi Lyrics:
Hey zu  Hmm Hmm Hmm Hmm
hey  hey  hey  hey  hey  hey
Ab mujhe raat din tumhara hi khayal hain
Ab mujhe raat din tumhara hi khayal hain
kya kahu pyaar mein deewano jaisa haal hain
deewano jaisa haal hain tumhara hi khayal hain
Ho ho aa ha ha ha la la la la la la
Ab mujhe raat din tumhara hi khayal hain
kya kahu pyaar mein deewano jaisa haal hain 

Tum ko dekhe beena chain milta nahi
dil pe ab to koi zor chalta nahi
jaadu hain kaisa dil ki lagi mein
dub gaya hu is bekhudi mein
Ho ho aa ha ha ha la la la la la la
Ab mujhe raat din tumhara hi khayal hain
kya kahu pyaar mein deewano jaisa haal hain 

Har pal dhunde nazar tum ko hi jaaneman
had se badhne laga mera deewanapan
dil mein basa lu apna bana lu
ya phir nazar mein tumko chupa lu
Ho ho aa ha ha ha la la la la la la
Ab mujhe raat din tumhara hi khayal hain
kya kahu pyaar mein deewano jaisa haal hain
deewano jaisa haal hain tumhara hi khayal hain
Ho ho aa ha ha ha la la la la la la
Ho ho aa ha ha ha la la la la la la
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks